Sunday, 17 April 2016

Computer me bina net ke file transfer kare ...


Hi dosto main ek baar fir hazir hu aapki help  ke liye to chaliye aaj main aapko bataunga ki ek computer se dusre computer me file kaise transfer karte hai.. to friends chaliye dekhte hai mai aapko step by step bataunga…

Step…1  aapke computer me ek software hogaus software me jane ke liye sabse pahle aap start->all program->windows system->windows easy transfer… ko open kare

 

 

 

 

 

 

Step…2 open hone ke baad Next pe click kare jisme green colourka border hai..

 

 

 

 

Step…3 yahaaapko 3 option milega aap jisme chahe usme kar sakte hai simply aap first par click kare..aur do pc ko CABLE se jod de

 

 

 

 

 

Step…4 jis computer ka file transfer karna usmeThis is my old PC me click kare

 

 

 

 

 

 


Step…5yaha aapko NEXT me click karna fir search karna start ho jayega… aur kuch de wait kare fir aapka pc connect ho jayega ab aap file transfer kar sakte hai…

No comments:

Post a Comment

comment box

UTI PAN CARD KA FREANCHISE LE ONLY 20 RS ME

UTI PAN CARD KA FREANCHISE LE ONLY 20 Rs. ME ID OR PASSWORD 1 HOURS ME APKE EMAIL AUR MOBILE NO. ME .. ID LENE KE LIYE NICHE DIYE GAYE LINK ...